Emotion ki dukaan ko aaj daala hai humne taala
         Aksar hi isme chalta rehta kuch gadbad ghotaala
 Na jaane kya kya khwaaab dikhaate 
Deewana sa humko hai kar daala
 Kabhi idhar hai humko ghumaate 
Kabhi udhar hain kuch jaadu chalaate
Bejaan putla sa humko bana daala
No comments:
Post a Comment